Saturday, April 6, 2019

Zindagi!!

Bhozil si hai kabhi,
Bhaari si hai kabhi,
AA Zindagi phir Bhi tadap Teri hi hai!!!

Kudha

Pata hai dard Bhi tu de raha hai,
Pata hai dawa Bhi tu hi dega!!!
Phir kyu yeh dard,
Phir kyu yeh aajmaish!!

Zindagi

Har pal zindagi maar Rahi hai,
Har pal zindagi tood Rahi hai,
Phir Bhi kambakht zindagi mang take hai!!

Khata

Yeah unka jadoo hai,
Ya hamaray Dil ki mujboori,
Unki har khata maaf hsi

Friday, March 8, 2019

Jab kabhi jikr unka batoo Mai hota hai,
Na Jana kyu need ratoo ko nahi aati!!!!

Rahimastana

जब भी ये रात तेरे ख़यालों में गुज़रती है ...

मायूस सुबह फिर जाने क्यूँ  मुझसे झगड़ती है ...

राही मस्ताना ..

Sunday, February 24, 2019

Zakhm

Zakhm kholna band kar Diya
Aanshu bahana band kar Diya
Samazh Gaya hai ki duniya
Marham nahi namak lagati hai

Zholi!!!

Jab bhi maina maanga tune zholi bhar di meri
Bas itna Bata deta ki maina kaanch maang liya
Yakeen hai mujhe Mera maulla tune Mera liya heera Chun rakha tha

Raza!!!

Pal pal Mar rahey hai
Shikwa bhi karey to kaissa
Jaanta hai maarna Wala maar Raha hai Teri raza se

Zindagi jii rahey hai Mar mar kar
Shikwa bhi karey to kaissa
Jaanta hai sunna Walla bahara banna baitja hai Teri raza se