Wednesday, March 31, 2021

 Roshni ki umeed lagaya baittha hai

Andhera karna walla se hi

Ujala.ki umeed lagaya baittha hai


 Inteeha ho gayi inteehanoo ki

Andhera bahut ho gaya thodi roshni de






Dard de raha hai to sabr bhi de
Koi unjaan gunaah ki saja de raha hai to
Kisse neki ka fal bhi de