Sunday, February 24, 2019

Zakhm

Zakhm kholna band kar Diya
Aanshu bahana band kar Diya
Samazh Gaya hai ki duniya
Marham nahi namak lagati hai

Zholi!!!

Jab bhi maina maanga tune zholi bhar di meri
Bas itna Bata deta ki maina kaanch maang liya
Yakeen hai mujhe Mera maulla tune Mera liya heera Chun rakha tha

Raza!!!

Pal pal Mar rahey hai
Shikwa bhi karey to kaissa
Jaanta hai maarna Wala maar Raha hai Teri raza se

Zindagi jii rahey hai Mar mar kar
Shikwa bhi karey to kaissa
Jaanta hai sunna Walla bahara banna baitja hai Teri raza se